Love Poem: Mann k bhaav
Sachin Kumar Avatar
Written by: Sachin Kumar

Mann k bhaav

Chand dekhne ko raat ka intezar hai ,
Maanta is baat ko Sara hi sansar hai 

Par humne to din mein Chand dekha hai
Jbse kiya apka deedar hai 

Dekha apka roop suhana to Chand bh sharamsaar hai,
Is duniya mein sabse sunder, mera hi dildaar hai